Har Tamanna Ko Ik Aawaj Banana
Chahte Hai ,
Har Sonch Ko Apna Andaaz Banana Chahte Hai
,
Kaha Hai Wo Karwa Hamara Jiski Jhalak Hai Bas Dekhi ,
Is Jigar Ke
Har Aarzoo Ki Ik Nayi Pahachaan Banana Chahte Hai……
Bhid Me
Tanhayi Aur Gum Me Aashiyana Banana Chahte Hai ,
Dur Najro
Se Hokar Har Pahlu Ki Ik Ahsaas Paana Chahte Hai,
Bahut Aajmaya Hamne Kal Tak Jamaane Ko Bahut,
Aaj
Dubkar Is Dariya Me Akele Khud Ko Aajmana Chahte Hai…….
………………………Harikesh
Singh