Thursday 24 January 2013

Khud Ko Aajmana Chahte Hai..




Har  Tamanna  Ko  Ik  Aawaj  Banana  Chahte  Hai ,
Har  Sonch Ko Apna Andaaz  Banana  Chahte  Hai ,
Kaha Hai  Wo Karwa Hamara Jiski Jhalak Hai Bas Dekhi ,
Is Jigar Ke Har Aarzoo Ki Ik Nayi Pahachaan Banana Chahte Hai……


Bhid Me Tanhayi Aur Gum Me Aashiyana Banana Chahte Hai ,
Dur Najro Se Hokar Har Pahlu Ki Ik Ahsaas Paana Chahte Hai, 
Bahut  Aajmaya  Hamne Kal Tak  Jamaane   Ko  Bahut,
Aaj Dubkar Is Dariya Me Akele Khud Ko Aajmana Chahte Hai…….

                                                        
                 ………………………Harikesh Singh





No comments:

Post a Comment